"Alfaazon ki Mehfil: Kahani aur Shayari ka Safar" ek adbi manzil hai jahan kahaniyan aur shayari ke zariye jazbaat ko lafzon ka roop diya jata hai.
“Har ghadi har pal, tujhe yaad kiya hai,
Ghalti se jo khafa ho, dil ne tujhe chaha hai,
Na jaane kaise gham dila diya tune,
Par humne har khata ka ilzaam apne upar le liya hai.”