"Alfaazon ki Mehfil: Kahani aur Shayari ka Safar" ek adbi manzil hai jahan kahaniyan aur shayari ke zariye jazbaat ko lafzon ka roop diya jata hai.
“Har ek pal tujhe pukaara hai,
Tere bina zindagi ne dard utaara hai,
Ghalti ho gayi, maan bhi ja tu,
Tere bina ye jeevan adhoora sa guzara hai.”